Music:  S. D. Burman Singer:  Gītá Dutt
Film:  Pyásá  (1957)

Jáne kyá tū ne kahī
Jáne kyá main ne sunī
Bát kučh ban hī gayī

Sansanáhať sī huī, tartaráhať sī huī  (2)
Jág uťhe xáb kayī, Bát kučh ban hī gayī
Jáne kyá tū ne kahī
Jáne kyá main ne sunī
Bát kučh ban hī gayī

Nain juk juk ke uťhe, Páon rukh rukh ke uťhe  (2)
Ágayī ján nayī, Bát kučh ban hī gayī
Jáne kyá tū ne kahī
Jáne kyá main ne sunī
Bát kučh ban hī gayī

Zulf šáne pe muřī, ek xušbū sī uřī  (2)
Khul gaye ráz kayī, Bát kučh ban hī gayī
Jáne kyá tū ne kahī
Jáne kyá main ne sunī
Bát kučh ban hī gayī