Film Singer Music
Man Maujī  (1962) Latá Madan Mohan

Main to tum sang nain milá ke
Hár gayī sajná
(2)

Main to tum sang nain milá ke
Hár gayī sajná
 (2)

Kyūn jhūťe se prīt lagáyī  (2)
Kyūn čhalīye ko mīt banáyá
Kyūn ándhī main dīp jaláyá
Main to tum sang nain milá ke
Hár gayī sajná
 (2)

Sapne main jo báq lagáye
Nīnd khulī to wīráne the
Hum bhī kitne dīwáne the
Main to tum sang nain milá ke
Hár gayī sajná
(2) 

Ná miltī ye bairan akhīyán (2)
Čain ná játá dil bhī ná rotá
Káš kisī se pyár ná hotá
Main to tum sang nain milá ke
Hár gayī sajná
 Hár gayī sajná